Safoof e Imsaak | Surat e Anzal | Beauladi | Quwwat e Bah | Mani Ka Patla Pan
Safoof e Imsaak chuni hui pure jadi botion ka safoof hai. Jo ke behtareen aur saaf suthri khalis jadi botion se banaya jata hai..
Jar Size: 300 Grams (30 se 40) din
Miqdar Khuraak:
300 ML khalis dodh mein ek tablespoon powder daal ke 5 se 10 minutes halki aanch per pakayen. Agar sugar ka masla na ho to hasb e pasand cheeni ya gur daal sakty hain. Jab thora garha ho jae to utaar ke thanda kar lein.
Subah nashte se 20 minutes pehle ya sham ke khane se 20 minutes pehle din mein ek dafa istemal karain.
Note: Garmi ke mausam mein thanda aur sardi ke mausam mein neem garam halat mein istemal krain.
Behtareen results ke liye kam az kam ek full jar zaror istemal krain.
Parheez:
Talli hui' tursh aur teez masala dar chezon se parheez karain.. Khatte fruits ka juice peene se parheez karain.. Achar' dahi bhalle aur lemon ka istemal kam krain..
Fayde:
- Mani ki kami ko pora karta hai.
- Mani ki kami se hone wali nafs ki kamzori ko khatam karta hai.
- Mani ko garha karta hai.
- Beauladi mein mufeed hai.
- Active sperms ki tadaad barhata hai.
- Mani ki ki kami aur patle pan se hone wale surat e anzaal mein mufeed hai.
- Waqt guzarne ke sath sath mardana timing mein izafa karta hai.
- Jismani kamzori ko khatam karta hai.
- Musht zani se hone wali kamzori mein mufeed hai.
- Mani ke patle pan se hone wali leakage mein mufeed hai.
- Bodybuilding karne wale hazrat supplement ke tor pe bhi istemal kar sakty hain.
Shukria
Arshad Bazaar