Sharbat e Shifa
Sharbat e Shifa
Sharbat e Shifa aik mufeed herbal sharbat hai jo jigar, meda, masana aur gurdon ki safai mein madad karta hai. Ye jismani garmi ko kam karta hai aur peshab se mutaliq masail mein behtareen mufeed mana jata hai. Garmiyon mein thandak aur rahat dene wala behtareen mashroob.
Fawaid
* Jigar aur meda ki garmi ko kam karta hai
* Masana aur gurdon ki safai mein madadgar
* Peshab ki jalan ko kam karne mein mufeed
* Peshab ruk ruk kar aane ki shikayat mein faida mand
* Sozak aur garmi ke asraat mein rahat deta hai
* Body ko fresh aur thanda rakhta hai
* Hazme ko behtar banane mein madad karta hai
* Garmiyon mein natural cooling provide karta hai
Tarika Istemal
* 1 se 2 tablespoon sharbat thanday pani mein hal kar ke piyen
* Din mein 2 dafa istemal karein
* Behtareen nateejon ke liye baqaidgi se istemal karein
Bottle Size
* 250 ML Bottle Available