Safoof e Jod Dard | Jodon Ke Dard Ka ilaj | 350 Grams

Safoof e Jod Dard | Jodon Ke Dard Ka ilaj | 350 Grams

  • Rs.1,200.00


  • Jodon ke dard mein mufeed hai
  • Jodon ke darmiyan mada peda karta hai
  • Har umar ke mard o aurat ke liye mufeed hai
  • Khalis aur saaf suthri jadi boton se tayyar karda
  • Pure and natural product

Fayde:

Jodon ke darmiyan mada khatam ho jane ki waja se dard mein mufeed hai. Jodon ke darmiyan mada peda karta hai. Mushtzani se hone wali jodon ki kamzori aur pathakon ki awazain ane mein bhi mufeed hai.

Tarika Istemal:

Ek cup pani mein gurr ya cheeni ki chaash bana kar rakh lein. Ek tablespoon ghee ya cooking oil mein 2 tablespoons suji daal ke halki anch per  minutes ke liye bhunain. Phir is mein ek teaspoon safoof e jod dard daal kar mix kar ke is mein gurr ya cheni ki chash mila kar mix kar lein. jab halva garha ho jae to utaar kar neem garam kha lein. Din mein ek dafa kisi bhi time kha lein. Koshish krain ke khali peet khayen. 30 se 45 din zaror istemal krain. Zyada talli hui chezon se aur baadi chezon se parheez krain.

Ajza: Choob cheeni' Suranjan Sherain' Bail giri' Singhara' Salab Misiri' Musli Safeed